Monday, April 25, 2011

Funny Hindi SMS | SMS | Santa Banta SMS

Husband: Kal mere khawab main ek larki aye thi. Wah! Kia Larki thee!
Wife: Akeli ayee hogi?
Husband: Tum ko kese pata?
Wife: Uska Husband mere khawab main aya tha!

******

mehrbaan kadardaan dekho mere sms ka kamaal
ghanti bajegi bander nachega
mobile uthayega sms padega ab muskurayega
ab banda hoshiyari dikhayega or msg forward karega

******

Anty chote puppy se: Oye hoye! kitna sona doggy hai!
Umma.. Umma.. Umma..!
Boy: Par anty..
Anty: Oye kiss karne de!
Umma.. Umma.. Umma..!!
.
.
.
Boy: Par anty iska muh idhar nahi us taraf hai!

******

Yaar aaj ka din bada fuddu hai....
Fuddu se yaad aaya
Kaisa hai tu..!!

******

Santa GAON gaya,
BUS se Utarte hi MITTI HATH me Uthakar Bola- 'Gaon ki Mitti ki Khushbu hi Alag hai'
Banta- SAALE Thik se dekh MITTI nahi 'TATTI' hai.

 

No comments:

Post a Comment